Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyaar se na sahi par, aapne hume yaad toh kiya…
Aapki Yad Na Aaye To Hum Bewafa Aap Bulao Aur Na Aaye To Hum Bewafa, Hume Maarne K Liye Khanjar Ki Zarurat Nahi, 1 Bar Nazar Fer Lo, Na Mar Jaye To Hum Bewafa …